Hazrat Umar (R.A) Ne Farmaya :

Hazrat Umar (R.A)
Ne Farmaya.. :

"Jb b mujh pr
musibat aai tou mjhy
us me 3 naimatai'n
nazar aai

1- ALLAH ne fazal
kia, WO is se bari
musibat b bhej skta
tha,

2- ALLAH ne mujh pr
dunya ki aazmaish dali
aur deen ki aazmaish se
bachaye rkha

3- ALLAH is musibat k
aew'az qayamat k roz
mujhy nawaze ga "

No comments: